AB TO GAIRON SE MERA HAAL PUCHA JAATA HAI LYRICS

Ab To Gairon Se Mera Haal Pucha Jaata Hai Lyrics

Presenting the Ab To Gairon Se Mera Haal Pucha Jaata Hai Lyrics sung by Arijit Singh and Neeti Mohan. The music of the song is given by Himesh Reshamiya and the lyrics is written by Sameer Anjaan. The song features Himesh Reshammiya & Farah Karimaee.

Ab To Gairon Se Mera Haal Pucha Jaata Hai Lyrics

Ik daur woh tha, mujhse bhi zyada
Unko fikar thi meri..
Kehte thhe mujhse, ruksat na honge
Milke dubara kabhi..

Ab toh gairon se
Mera haal pucha jaata hai
Yahi dard-e-dil
Mere dil ko rulata hai

Wafa ne bewafai, bewafai
Bewafai ki hai

Wafa ne bewafai, bewafai
Bewafai ki hai

Wafa ne bewafai, bewafai
Bewafai ki hai

Wafa ne bewafa..

Baby when I look into your eyes
Baby I’m in paradise
We could take you to the skies
We could make you and I (x2)

Meri aashiqui ye, rabb ke hawale
Ruthe yaar ko bas, koi mana le
Yaadon ki sooli dil mein
Gadd jaati hai
Veeraniyan jab hadh se
Badh jaati hai

Ik daur woh tha, mujhse bhi zyaada
Unko fikar thi meri..
Kehte thhe mujhse, ruksat na honge
Milke dubara kabhi..

Ab toh gairon se
Mera haal pucha jaata hai
Yahi dard-e-dil
Mere dil ko rulata hai

Wafa ne bewafai, bewafai
Bewafai ki hai (x3)

Wafa ne bewafai..

Kuch baatein aisi hoti hai
Jinko bayaan karna
Lafzon mein, namumkin hota hai
Jab wafa mein, wafa hoti hai
Koi na koi wajah hoti hai
Koi na koi wajah hoti hai

Kyu faaslon mein, nazdeekiyan hain
Kyu zindagi mein, tabdeeliyan
Kyu tanha dil yeh mera mujhse kahein
Yeh silsila bas yoonhi chalta rahein

Jaane kya huaa hai jiski waja se
Manzilein juda si lag rahi
Anjaani raah pe dil yeh kyun
Khud ko paata hai
Yahi dard-e-dil mere dil ko rulaata hai

Wafa ne bewafai, bewafai
Bewafai ki hai (x3)

Lyrics Written By: Sameer Anjaan

Song Credits

SongWafa Ne Bewafai
SingerArijit Singh and Neeti Mohan
MusicHimesh Reshamiya
LyricsSameer Anjaan
LabelT-Series

Video Song

This is the end of Ab To Gairon Se Mera Haal Pucha Jaata Hai Lyrics. If you have any queries or suggestions, please contact us.