BAHUT PYAR KARTE HAIN TUMKO SANAM LYRICS

Presenting the Bahut Pyar Karte Hain Tumko Sanam Lyrics sung by Anuradha Paudwal. The music is given by Nadeem & Shravanand the lyrics is written by Sameer.

Song Credits

Song: Bahut Pyar Karte Hain Tumko Sanam
Movie: Saajan
Singer: Anuradha Paudwal
Music: Nadeem & Shravan
Lyrics: Sameer
Label: Venus

Bahut Pyar Karte Hain Tumko Sanam Lyrics

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo khuda ki kasam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Hamein har ghadi aarzu hai tumhari
Hoti hai kaisi sanam bekarari
Milenge jo tumko to
Milenge jo tumko to batayenge hum
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Hamari gazal hai tasavvur tumhara
Hamari gazal hai tasavvur tumhara
Tumhare bina ab na jeena hamara
Tumhein yoon hi chaahenge
Tumhein yoon hi chaahenge jab tak hai dum
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Sagar ki baahon mein maujein hain jitni
Sagar ki baahon mein maujein hain jitni
Humko bhi tumse mohabbat hai utni
Ke yeh bekarari
Ke yeh bekarari na ab hogi kam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo khuda ki kasam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

This is the end of Bahut Pyar Karte Hain Tumko Sanam Lyrics.

Lyrics Written By: Sameer