Presenting the Bewafa Tera Masoom Chehra Bhul Jaane Ke Kabil Nahi Hai sung by Jubin Nautiyal. The music of the song is given by Rochak Kohli and the lyrics is written by Rashmi Virag. The song features Karan Mehra & Ihana Dhillon.
Bewafa Tera Masoom Chehra Bhul Jaane Ke Kabil Nahi Hai Lyrics
Woh Bhi Kya Din The Yaar
Tumhein Dekhkar Saari
Yaadein Taza Ho Gayi
Tumhare Gale Khanak
Aur Ayat Ki Payal Ki Chhanak
Poora Mohalla Goonj Uthta Tha
Dil Laga Bhi Liya
Ishq Bhi Kar Liya
Chandani Raat Mein
Humne Taare Gine
Dil Laga Bhi Liya
Ishq Bhi Kar Liya
Chandani Raat Mein
Humne Taare Gine
Khwab Jaisa Koyi
Khwab Thi Zindagi
Neend Tooti Toh
Aaya Samajh Ye Humein
Raah Wo Jispe Main Chal Raha Tha
Uski Koyi Bhi Manjil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Khoobsurat Bahot Hai Tu Lekin
Dil Lagane Ke Kaabil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Ho Meri Yaadon Se Tu Aaj Tak Na Gaya
Aankh Mein Baarishein Teri Maujood Hai
Meri Yaadon Se Tu Aaj Tak Na Gaya
Aankh Mein Baarishein Teri Maujood Hai
Aaj Bhi Mehfilon Mein Tere Aur Mere
Naam Pehle Ki Tarah Hi Mash-Hoor Hai
Mere Barbaadiyon Ki Wajah Mein
Kehte Hai Ki Tu Shaamil Nahi Hai
Katal Baazar Mein Ho Chuka Hu
Phir Bhi Tu Mera Kaatil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Kabhi Is Ore Kabhi Us Ore
Chale Jaate Ho
Mohabbat Hamse Wafa Ghairon Se
Ye Hunar Kahan Se Laate Ho
Karvat Badal Leta Hu Main Aaj-Kal
Jo Kabhi Mere Khwabon Mein
Tum Chale Aate Ho
Jhoothi Wafayon Ki Jhoothi Kahani
Hai Tune Sunayi Mujhe
Mere Liye Toh Khuda Bhi Tha Jhootha
Main Sach Maan Baitha Tujhe
Jhoothi Wafayon Ki Jhoothi Kahani
Hai Tune Sunayi Mujhe
Mere Liye Toh Khuda Bhi Tha Jhootha
Main Sach Maan Baitha Tujhe
Saare Ke Saare Zakham Hai Sambhale
Jo Tune Diye The Mujhe
Ab Dhadakta Hai Seene Mein Mere
Hai Wo Patthar Koyi Dil Nahi Hai
Zindagi Bhar Jise Maine Chaha
Zindagi Bhar Jise Maine Chaha
Marke Bhi Mujhko Haasil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Lyrics Written By: Rashmi Virag
More By Jubin Nautiyal
Song Credits
Song | Bewafa Tera Masoom Chehra |
Singer | Jubin Nautiyal |
Music | Rochak Kohli |
Lyrics | Rashmi Virag |
Label | T-Series |
Video Song
This is the end of Bewafa Tera Masoom Chehra Bhul Jaane Ke Kabil Nahi Hai Lyrics. If you have any queries or suggestions, please contact us.