KYA RANG LAYA DIL KA LAGANA LYRICS – Raabta

KYA RANG LAYA DIL KA LAGANA LYRICS - Raabta

Presenting the Kya Rang Laya Dil Ka Lagana Lyrics sung by Arijit Singh, Shadab & Altamash Faridi. The music of the song is given by JAM8 and Kya Rang Laya Dil Ka Lagana Lyrics is written by Amitabh Bhattacharya.

Song Credits

Song – Lambiyan Si Judaiyan
Movie – Raabta
Singer- Arijit Singh, Shadab & Altamash Faridi
Music – JAM8
Lyrics- Amitabh Bhattacharya
Music label- T-Series

Kya Rang Laya Dil Ka Lagana Lyrics

Sajda tera kar na sakoon
Toh bandagi kya bandagi
Tere bina jeena pade
Toh zindagi kya zindagi

Kya rang laaya Dil ka lagaana
Kya rang laaya Dil ka lagaana
Goonje hawaa mein
Bichhde dilaan diyaan duhaiyaan
Vey badi lambiyaan si judaiyaan

Tere nishaan yaadon mein hain
Tu kyun nahi taqdeer mein
Nadaan dil hai dhoondta
Qurbat teri tasveer mein

Mumkin nahin hai tujhko bhulaana
Mumkin nahin hai tujhko bhulaana
Dekhe Khudaya do aashiqaan diyaan tabahiyan
Vey badi lambiyaan si judaiyaan

(Ali Ali Ali… Ali Maula…)

Naraaz ho chaahe Khuda
Duniya bhale raqeeb ho
Uff na karun hothon se main
Bas tu agar qareeb ho

Badi lambiyan si judaiyan
Judaiyaan..
Badi lambiyaan si judaiyaan
Judaiyaan.. judaiyaan..

Vey badi lambiyaan si judaaiyaan
Lambiyan si judaiyaan
Lambiyan si judaaiyan
Lambiyan si judaaiyan…

(Vey badi lambiyaan si judaaiyaan…)

This is the end of Kya Rang Laya Dil Ka Lagana Lyrics.

Lyrics Written By: Amitabh Bhattacharya

Kya Rang Laya Dil Ka Lagana Video Song