MAALIK LYRICS – Emiway Bantai

MAALIK LYRICS - Emiway Bantai

Maalik Lyrics is the latest song sung by Emiway Bantai. Its music is given by Flamboy. The video is filmed by Nishan Bhujel. Emiway Bantai has written the Maalik Lyrics.

Song Details

Artist & Lyrics – Emiway Bantai
Music – Flamboy
Filmed/Visuals/Edited by -Nishan Bhujel
Production – Bantai studio
Producer- Emiway Bantai

Maalik Lyrics – Emiway Bantai

Samay bohat kimti hai
Har samay kaam ke baare mein socho
Machaate machaate

Na main karun waste mera time
Sab online
Sach baatein bolunga main
Please don’t mind
Please don’t mind

Na main karun waste mera time
Sab online
Sach baatein bolunga main
Please don’t mind
Please don’t mind

Aye..
Keematon ke maamle mein badha bhi to karo
Khada karega bolega khada bhi to karo
Bada bada karega bolega bada bhi to karo
Main to zara bhi nai socha tha
Dobara pe dobara main gaana banata ja ra

Jo nahi bana ra bahana banata ja ra
Tumhein nai banana mere mommy ne kaha hai
Mujhe beef nai karna
Yes rappers mujhe tease nahi karna
Sabke liye achcha socha dil mera aye

Kabhi nahi socha tha main itna bada sarfira
Izzat milegi lekin tu mat gira
Agar jalan mehsoos to phir kha lene ka jaljeera
Andhar chhupa hai jo usko nikaal
Tu hi jaanega tera agla chaal
Kab tak jawab dega sabke sawalon ka
Ghalti karega to khulla halaal hoga

Mehnat hard hongi zindagi kamaal hoga
Meri fikar na kar haan main kama lunga
Izzat hai paise se upar woh launga
Maalik ki nazar hai
Sab kuchh kama lunga
Maalik ki nazar hai
Sab kuchh kama lunga

Tu bhi bol tu bhi bol
Tu bhi bol tu bhi bol

Sab kuchh kama lunga
Maalik ki nazar hai
Sab kuchh kama lunga

Alte mein bhalte mein rap hai qawwali
Sab shane khadele koyi nai deta taali
Haan tere se beta woh nai patne wali
To samay kyon khota kar ra be mawali
Ghar walon se kha rela gaali
Izzat ki maa ki aankh naak mein bhi baali

Jeb mein hai note woh bhi hain jaali
Kya kare court sunwayi hai jaari
Apne ko samjh nai aa ri
Baatein suna dunga aisi jo bheje pe bhari
Bhola pakka hari patti kachchi supari
Tapri pe abhi bhi udhari
Nakhre to bachpan se bhari
Maalik ka main bhi aabhari
Aas pass wale lekin kare magajmari
To phir kyun tu maara maari wale baat pe phasele
Mein to baat bhi na karun
Aazad insaan kisi baat na darun
Ma baap se darun
Khuda se khush main to karun jo bhi dil mein aa ra
Kaam karun bina liye koyi sahara
Ek baar kari cheez tu
Dobara dobara dobara tu busciut duba ra
Be kab tak dikhayega
Kab tak dikhayega
2020 hai 20 hai
Apun phirse machayega
Machayenge

Na main karun waste mera time
Sab online
Sach baatein bolunga main
Please don’t mind
Please don’t mind

Na main karun waste mera time
Sab online
Sach baatein bolunga main
Please don’t mind
Please don’t mind

End of Maalik Lyrics in English.

Lyrics Written by: Emiway Bantai