MUFT KA CHANDAN LYRICS – Lootcase

MUFT KA CHANDAN LYRICS - Lootcase

Presenting the Muft Ka Chandan Lyrics sung by Romy, Shreyas Jain, Pinky Maidasani. The music of the song is given by Rohan-Viyanak and lyrics written by Shreyas Jain.

MUFT KA CHANDAN LYRICS - Lootcase

Song Credits

Song: Muft ka Chandan
Singers: Romy, Shreyas Jain, Pinky Maidasani
Music Director: Rohan-Vinayak
Lyrics: Shreyas Jain
Label: Saregama Music

Muft Ka Chandan Lyrics

Last time poonch raha hun…
Kiska suitcase hai?
Kiska suitcase hai?
Tu…dhoke se ghus ke jharokhe mein dooje ke setting ko pappi liya?
Kyun…hawa mein teetar sa udata teer pakad ke tu pange liya?
Chu…kitna bada tu yaar
You…are a thakela piya
Thoo…Jaa pehle raita phailaya hai toone jo usko samet ke aa…

Nanda nanda nanda nanda nanda nanda nanda,

nanda nanda nanda nanda nanda nanda nanda nanda nanda
Muft ka chandan, ghis ghis ke nandan nandana
Muft ka chandan, ghis ghis ke nandan nandana
Bol re chote tujhko kya mila…

Dhoti se chaddi ho gaya maamla
Muft ka chandan, nanda nandana
Paise ki yaari hai tez katari,
Sabke nahi bas ki yeah duniyadari,
le ke udhaari tujhko kya mila?
Dhoti se chaddi ho gaya maamla…

Muft ka chandan, ghis ghis ke nandan nandana
Muft ka chandan, ghis ghis ke nandan nandana
nandan nandana… nandan nandana…

Toh kya karta main?
Kabtak bhookha marta main?
Bhagwaan ka baat mat kar?
Gareeb hu, nahi darta main…

Crazy piya toone ye kya kiya, khali phokat angeethi mein muh de diya

Equus africanus asinus. Matlab GADHA..Gadhe ke jaisa mat ga
Crazy piya toone ye kya kiya, khali phokat angeethi mein muh de diya
Crazy piya toone ye kya kiya, khali phokat angeethi mein muh de diya
Race mein daude andhe ghode
Phokat mein tal gaye tere pakode
Kar ke sawari tujhko kya mila…ah ah ah ah…
Dhoti se chaddi ho gaya maamla…

Muft ka chandan, ghis ghis ke nandan nandana
Muft ka chandan, ghis ghis ke nandan nandana
nandan nandana…

Mufat ka paisa, pachega kaisa
Popat nachega, bandar ke jaisa
Ajoo main maamu..baju main bhai…
Cobra pit main kyu? Lungi uthai?
Justifie tujhko kya mila..ah ah ah…
Dhoti se chaddi ho gaya maamla…

Muft ka chandan, ghis ghis ke nandan nandana

Muft ka chandan, ghis ghis ke nandan nandana
Chandana nandana…nandan nandana…
Chandana nandana…nandan nandana…
Ab agar Nat Geo subscribe nahi kiya na…
toh mera aatma tereko haunt karega haunt…
kya karega..Haunt…

This is the end of Muft ka Chandan Lyrics.

Lyrics Written By: Shreyas Jain