Presenting the Teri Hi Galiyon Mein Awara Shaam Hai Lyrics sung by Meet Bros & Piyush Mehroliyaa. The music of the song is given by Meet Bros and the lyrics is written by Shabbir Ahmed.
Song Credits
Song – Aawara Shaam hai
Music – Meet Bros
Singer – Meet Bros ft. Piyush Mehroliyaa
Lyrics – Shabbir Ahmed
Actor – Manjul Khattar & Rits Badiani
Label – MB Music
Teri Hi Galiyon Mein Awara Shaam Hai Lyrics
Tu dhoop sunehari fizaaon mein
Rehti ho meri duaaon mein
Tu dhoop sunehari fizaaon mein
Rehti ho meri duaaon mein
Tera naam jis lamhe mein loon
Behad mile aaraam hai
Teri hi galiyon mein Aawara Shaam Hai
Teri hi galiyon mein Aawara Shaam Hai (x2)
Jab tak tera chehra
Utre na meri aankhon mein
Tab tak na meri subah hoti hai
Ho jab tak tera chehra
Utre na meri aankhon mein
Tab tak na meri subah hoti hai
Jab tak teri khushboo
Bikhre na meri saanson mein
Tab tak dhadkan bhi khoi rehti hai
Teri hansi har nigaahon mein
Mehfooz dil teri baahon mein
Tera naam jis lamhe mein loon
Behadd mile aaraam hai
Teri hi galiyon mein Aawara Shaam Hai
Teri hi galiyon mein Aawara Shaam Hai
Meri nazar dekho zara
Isme kahin hai ghar tera
Rastaa bhi tu, Manzil bhi tu
Ik humsafar hai bas mera
Subah meri aur raat bhi
Doobi hai teri nigaahon mein
Tera naam jis lamhe mein loon
Behadd mile aaram hai
Teri hi galiyon mein Aawara Shaam Hai
Teri hi galiyon mein Aawara Shaam Hai
This is the end of Teri Hi Galiyon Mein Awara Shaam Hai Lyrics.
Lyrics Written By: Shabbir Ahmed