TUM PAAS AAYE LYRICS – Kuch Kuch Hota Hai

TUM PAAS AAYE LYRICS - Kuch Kuch Hota Hai

Presenting one of the most popular songs “Tum Paas Aaye Lyrics” from the Bollywood movie Kuch Kuch Hota Hai. The song is sung by Kumar Sanu & Alka Yagnik, music is composed by Jatin And Lalit. Tum Paas Aaye Lyrics are penned by Sameer.

Song Credits

Song: Tum Paas Aaye
Movie: Kuch Kuch Hota Hai
Singer: Kumar Sanu & Alka Yagnik
Music: Jatin & lalit
Lyrics: Sameer

Tum Paas Aaye Lyrics

(Tum Paas Aaye Yun Muskuraye Lyrics)

Tum paas aaye yun muskuraye
Tum paas aaye yun muskuraye
Tumne na jaane kya sapne dikhaye
Tum paas aaye yun muskuraye
Tumne na jaane kya sapne dikhaye
Ab to mera dil jaage na sota hai
Kya karun haaye kuch kuch hota hai
Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Tum paas aaye yun muskuraye
Tumne na jaane kya sapne dikhaye
Ab to mera dil jaage na sota hai
Kya karun haaye kuch kuch hota hai
Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Na jaane kaisa ehsaas hai
Bujhti nahin hai kya pyaas hai
Kya nasha is pyaar ka
Mujh pe sanam chhane laga
Koi na jaane kyon chain khota hai
Kya karun haaye kuch kuch hota hai
Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Kya rang laayi meri dua
Yeh ishq jaane kaise hua
Bechainiyon mein chain
Na jaane kyon aane laga
Tanhayi mein dil yaadein sanjota hai
Kya karun haaye kuch kuch hota hai
Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Tum paas aaye yun muskuraye
Tumne na jaane kya sapne dikhaye
Tum paas aaye yun muskuraye
Tumne na jaane kya sapne dikhaye
Ab to mera dil, jaage na sota hai
Kya karun haaye kuch kuch hota hai
Kya karun haaye kuch kuch hota hai

This is the end of Tum Paas Aaye Lyrics.

Lyrics Written By: Sameer

Tum Paas Aaye Lyrics Video Song