Hai Phir Kyun Aankhon Mein Nami Lyrics

Song Details: Hai Phir Kyun Aankhon Mein Nami Lyrics by . The song name is Aaj Bhi which is sung by Vishal Mishra

Hai Phir Kyun Aankhon Mein Nami Lyrics

Naa dard hai
Na gham tere
Na ishq hai na teri
Woh chaahatein

Haan khush hoon main.. tere bina
Na mujhmein bachi kahin.. teri aadatein

Hai phir kyun aankhon mein nami
Kyun main rota hoon aaj bhi
Kya khalti teri hai kami
Kyun main rota hoon aaj bhi

Hai phir kyun aankhon mein nami
Kyun main rota hoon aaj bhi
Kya khalti teri hai kami..

Tumne kaha tha saath jiyenge
Honge juda na hum kabhi
Haath yeh thaame chalti rahungi
Waqt ye le jaaye kahin

Tumne kaha tha saath jiyenge
Honge juda na hum kabhi
Haath yeh thaame chalti rahungi

Jhoothi hai ye saari kasme
Saare wade pyar ke
Dafan main unko hoon kar aaya
Jashn mein apni haar ke

Hai phir kyun aankhon mein nami
Kyun main rota hoon aaj bhi
Kya khalti teri hai kami
Kyun main rota hoon aaj bhi

Hai phir kyun aankhon mein nami
Kyun main rota hoon aaj bhi
Haan khalti teri hai kami
Jo main rota hoon aaj bhi

Music Video

This is the end of Hai Phir Kyun Aankhon Mein Nami Lyrics.