Presenting the Jo Beet Gaya Hai Wo Ab Daur Na Aayega Lyrics sung by Kumar Sanu, Anuradha Paudwal, Babla Mehta. The music of the song is given by Anu Malik and the lyrics is written by Santosh Anand.
Jo Beet Gaya Hai Wo Ab Daur Na Aayega Lyrics
Dil Deewane Ka Dola Dildar Ke Liye
Dil Deewane Ka Dola Dildar Ke Liye
Maine Ranga Basanti Ho
Maine Ranga Basanti Chola Mere Yaar Ke Liye
Dil Deewani Ka Dola Dildar Ke Liye
Dil Deewani Ka Dola Dildar Ke Liye
Maine Ranga Basanti Ho
Maine Ranga Basanti Chola Mere Yaar Ke Liye
Yeh Pyar Bhi Hai Bimaari
Meri Laaj Sharm Gayi Hai Maari
Yeh Pyar Bhi Hai Bimaari
Meri Laaj Sharm Gayi Hai Maari
Mujhe Pagli Kahe Duniya Saari
Ho Mujhe Pagli Kahe Duniya Saari
Mera Tann Mann Le Ho
Mera Tann Mann Le Hichkola Mere Yaar Ke Liye Dil Deewane Ka Dola Dildar Ke Liye
Dil Deewane Ka Dola Dildar Ke Liye
Ho Ho Rabba Kuchh Karwa De
Koyi Aisa Jatan Bata De
Ho Ho Rabba Kuchh Karwa De
Koyi Aisa Jatan Bata De
Mere Yaar Se Mujhe Mila De
Mere Yaar Se Mujhe Mila De
Maine Ang Ang
Maine Ang Ang Madd Ghola Mere Yaar Ke Liye
Dil Deewani Ka Dola Dildar Ke Liye
Dil Deewane Ka Dola Dildar Ke Liye
Jo Beet Gaya Hai Woh Ab Daur Na Aayega
Jo Beet Gaya Hai Woh Ab Daur Na Aayega
Iss Dil Mein Siwa Tere Koyi Aur Na Aayega
Koyi Aur Na Aayega
Jo Beet Gaya Hai Woh Ab Daur Na Aayega
Tu Sath Na De Mera Chalna Mujhe Aata Hai
Har Aag Se Waakif Hoon Jalna Mujhe Aata Hai
Yeh Jeevan Ka Putla Jal Jaaye Bhi To Kya
Yeh Jeevan Ka Putla Jal Jaaye Bhi To Kya
Marne Ke Liye Aisa Koyi Daur Na Aayega
Jo Beet Gaya Hai Woh Ab Daur Na Aayega
Iss Dil Mein Siwa Tere Koyi Aur Na Aayega
Koyi Aur Na Aayega
Jo Beet Gaya Hai Woh Ab Daur Na Aayega
Thode Din Ki Zindgaani Aati Jaati Hai Jawani
Thode Din Ki Zindgaani Aati Jaati Hai Jawani
Kahin Utar Na Jaaye Paani
Kahin Utar Na Jaaye Paani
Yeh Raaz Ambar Ne Khola Mere Yaar Ke Liye
Yeh Raaz Ambar Ne Khola Mere Yaar Ke Liye
Dil Deewani Ka Dola Dildar Ke Liye
Dil Deewane Ka Dola Dildar Ke Liye
Maine Ranga Basanti Ho
Maine Ranga Basanti Chola Mere Yaar Ke Liye
Dil Deewane Ka Dola Dildar Ke Liye
Dil Deewane Ka Dola Dildar Ke Liye
Lyrics Written By: Santosh Anand
जो बीत गया है वो अब दौर न आएगा Lyrics
दिल दीवाने का डोला दिलदार के लिए
मैने रंगा बसन्ती चोला मेरे यार के लिए
दिल दीवाने का डोला …
ये प्यार भी है बीमारी मेरी लाज शर्म गई है मारी
मुझे पगली कहे दुनिया सारी
दिल दीवाने का डोला …
ओ हो रब्बा कुछ करवा दे कोई ऐसा वतन बता दे
मेरे यार से मुझे मिला दे
मेरा अंग मन डोला मेरे यार के लिए
दिल दीवाने का डोला …
जो बीत गया है वो अब दौर न आएगा
इस दिल में सिवा तेरे कोई और न आएगा
तू साथ न दे मेरा चलना मुझे आता है
हर आग से वाक़िफ़ हूँ जलना मुझे आता है
ये जीवन का पुतला जल जाए भी तो क्या
मरने के लिए ऐसा कोई दौर न आएगा
जो बीत गया है वो अब दौर न आएगा
हो हो हो
थोड़े दिन की ज़िन्दगानी आती है जवानी
कहीं उतर ना जाए पानी
ये राज़ अमन ने खोला मेरे यार के लिए
दिल दीवाने का डोला …
Song Credits
Song | Dil Deewane Ka Dola Dildar Ke Liye (I) |
Singer | Kumar Sanu, Anuradha, Babla Mehta |
Music | Anu Malik |
Lyrics | Santosh Anand |
Label | Gaane Sune Ansune |
Video Song
This is the end of Jo Beet Gaya Hai Wo Ab Daur Na Aayega Lyrics. If you have any queries or suggestions, please contact us.