Presenting the Tum De Rahi Ho Dil Mein Kisi Aur Ko Jagah Lyrics. This melodious song is sung by B Praak, its music given by Rochak Kohli and Tum De Rahi Ho Dil Mein Kisi Aur Ko Jagah Lyrics penned by Manoj Muntashir. The song is featuring Abhishek Singh & Kaashish Vohra.
Song Credits
Song | Dil Tod Ke |
Singer | B Praak |
Music | Rochak Kohli |
Lyrics | Manoj Muntashir |
Label | T-Series |
Tum De Rahi Ho Dil Mein Kisi Aur Ko Jagah Lyrics
Tum De Rahi Ho Dil Mein Kisi Aur Ko Jagah Lyrics is a popular extract from Dil Tode Ke Song by B Praak.
Sawal ek chhota sa tha
Jiske peechhe yeh poori zindagi barbaad kar li
Bhulaun kis tarah woh donon aankhein
Kitaabon ki tarah jo yaad kar li
Tum de rahi ho dil mein kisi aur ko jagah
Lekin koyi na chahega tumko meri tarah
Kya hai kusoor mera
Jo dil se utar gaya
Mud ke bhi na dekha mujhe
Tumne ek dafaa
Jaise gayi ho
Jaise gayi ho
Jaata hai kya koyi
Aise chhod ke
Dil tod ke
Ho dil tod ke hasti ho mera
Wafayein meri yaad karogi
Pher do mujhse aaj nigaahein
Kadar mere baad karogi
Dil tod ke
Ho dil tod ke
Woh tum hi to thi
Jo baar baar aake
Lagti thi gale mere
Woh tum hi to thi
Jo baar baar aake
Lagti thi gale mere
Woh bhi tum hi thi
Har roz sath jiske
Dil raat dhale mere
Kahan gayi tum ho
Kahan gayi tum dard se mera
Rishta jod ke
Dil tod ke
Ho dil tod ke hasti ho mera
Wafayein meri yaad karogi
Pher do mujhse aaj nigaahein
Kadar mere baad karogi
Dil tod ke
Ho dil tod ke
Ho galiyon galiyon liye khada main
Tukda tukda dil
Kaash kisi ne poochha hota
Kaise ujda dil
Ho galiyon galiyon liye khada main
Tukda tukda dil
Kaash kisi ne poochha hota
Kaise ujda dil
Kaise bhar di
Kaise bhar di nadiya maine
Aanchal nichod ke
Dil tod ke
Hasti ho mera
Wafayein meri yaad karogi
Pher do mujhse aaj nigaahein
Kadar mere baad karogi
Dil tod ke
Haaye dil tod ke
Sirf dil toota hai saans nahi
Dhadkanon mein rawani abhi baaki hai
Pyar ka kissa khatam ho gaya to kya
Zindagi ki kahaani abhi baaki hai
Haaye dil tod ke
This is the end of Tum De Rahi Ho Dil Mein Kisi Aur Ko Jagah Lyrics.
Lyrics Written By: Manoj Muntashir