Presenting the Umar Ke Saal Kitne Hai Lyrics aka Khulke Jeene Ka Lyrics sung by Arijit Singh & Shashaa Tirupati. The music of the song is given by A.R. Rahman and the lyrics is written by Amitabh Bhattacharya.
Song Credits
Song: Khulke Jeene Ka
Movie: Dil Bechara
Music: A. R. Rahman
Singer: Arijit Singh & Shashaa Tirupati
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Label: Sony Music India
Umar Ke Saal Kitne Hai Lyrics (Khulke Jeene Ka)
Khulke jeene ka
Tarika tumhein sikhate hain
Hass ke dekho na
Latifa tumhein sunate hain
Umar ke saal kitne hain
Gin gin ke kya karna
Beet jaayein na
Ginti mein hi warna
Aao filmon ke
Be-adab gaane gaate hain
Heroine hero
Aaj hum-tum ban jaate hain
Khulke jeene ka
Tarika tumhein sikhate hain
Hass ke dekho na
Latifa tumhein sunate hain
Khushiyan to rakhi hain pocket mein
Kagaz ke nanhe se packet mein
Inki bijli ki tarah
Kyun bachat karein batao na
Kharch kar dalenge saari aaj hi aao na
Hai mehnge dard bade
Aur muskaan paayi humne maut mein
Khulke jeene ka
Tarika tumhein sikhate hain
Hass ke dekho na
Latifa tumhein sunate hain
Umar ke saal kitne hain
Gin gin ke kya karna
Beet jaayein na
Ginti mein hi warna
Aao filmon ke
Be adab gaane gaate hain
Heroine hero
Aaj hum tum ban jaate hain
Dil ki hai itni hi nadani
Chutki mein ho jaye rumaani
Yaari aur chahat ke jo
Beech ki mahin sarhad hai
Paar kar jaana dil ki buri aadat hai
Asani se aa jaaye
Do anjan ankhiyon ki giraft mein
Khulke jeene ka
Tarika tumhein sikhate hain
Hass ke dekho na
Latifa tumhein sunate hain
Umar ke saal kitne hain
Ginn ginn ke kya karna
Beet jayein na
Ginti mein hi varna
Aao filmon ke
Be-adab gaane gaate hain
Heroine hero
Aaj hum-tum ban jaate hain
Khulke jeene ka
Tarika tumhein sikhate hain
Hass ke dekho na
Latifa tumhein sunate hain
This is the end of Umar Ke Saal Kitne Hai Lyrics.
Lyrics Written By: Amitabh Bhattacharya