Wo Jo Kehte The Bichdenge Na Hum Kabhi Lyrics from the Bollywood movie Batti Gul Meter Chalu. The song features Shahid Kapoor and Shraddha Kapoor in the video. It is sung by Atif Aslam, composed by Nusrat Fateh Ali Khan & Rochak Kohli and lyrics penned by Nusrat Fateh Ali Khan & Manoj Muntashir.
Song Credits
Song: Dekhte Dekhte
Movie: Batti Gul Meter Chalu
Singer: Atif Aslam
Lyrics: Nusrat Fateh Ali Khan & Manoj Muntashir
Composer: Nusrat Fateh Ali Khan & Rochak Kohli
Wo Jo Kehte The Bichdenge Na Hum Kabhi Lyrics
Raj ke rulaya
Raj ke hasaya
Maine dil kho ke ishq kamaya
Maanga jo usne
Ek sitara
Hamne zameen pe chand bulaya
Jo aakhon se haye
Woh jo aakhon se ik pal na ojhal huye
Woh jo aakhon se ik pal na ojhal huye
Laapata ho gaye dekhte dekhte
Sochta hoon
Sochta hoon ke woh kitne masoom thay
Sochta hoon ke woh kitne masoom thay
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Sochta hoon ke woh kitne masoom thay
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Sochta hoon ke woh kitne masoom thay
Sochta hoon ke woh kitne masoom thay
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Woh jo kahte the bichhdenge na hum kabhi
Woh jo kahte the bichhdenge na hum kabhi
Alvida ho gaye dekhte dekhte
Sochta hoon
Ek main ek woh aur shaamein kayi
Chand roshan thhe tab aasmaan mein kayi
Ek main ek woh aur shaamein kayi
Chand roshan thhe tab aasmaan mein kayi
Yaariyon ka woh dariya utar bhi gaya
Aur hathon mein bas reth hi reh gayi
Koyi puchhe ke haye
Koyi puchhe ke humse khata kya huyi
Kyun khafa ho gaye dekhte dekhte
Aate jaate thhe jo saans banke kabhi
Aate jaate thhe jo saans banke kabhi
Woh hawa ho gaye dekhte dekhte
Woh hawa ho gaye haye
Woh hawa ho gaye dekhte dekhte
Alvida ho gaye dekhte dekhte
Laapata ho gaye dekhte dekhte
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Jeene marne ki hum thhe wajah aur hami
Jeene marne ki hum thhe wajah aur hami
Bewajah ho gaye dekhte dekhte…
Sochta hoon
Sochta hoon ke woh kitne masoom thay
Sochta hoon ke woh kitne masoom thay
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Kya se kya ho gaye
This is the end of Wo Jo Kehte The Bichdenge Na Hum Kabhi Lyrics.
Lyrics Written By: Nusrat Fateh Ali Khan & Manoj Muntashir
Lyrics in Hindi
रज के रुलाया, रज के हँसाया
मैंने दिल खो के, इश्क कमाया
माँगा जो उसने, एक सितारा
हमने ज़मीं पे, चाँद बुलाया
जो आँखों से हाय
वो जो आँखों से इक पल (पल भर) ना ओझल हुए
वो जो आँखों से इक पल (पल भर) ना ओझल हुए
लापता हो गए देखते देखते
सोचता हूँ
सोचता हूँ के वो कितने मासूम थे
सोचता हूँ के वो कितने मासूम थे
क्या से क्या हो गए देखते देखते
सोचता हूँ के वो…
वो जो कहते थे बिछड़ेंगे ना हम कभी
वो जो कहते थे बिछड़ेंगे ना हम कभी
अलविदा हो गए देखते देखते
सोचता हूँ…
एक मैं एक वो, और शामें कई
चाँद रौशन थे तब आसमाँ में कई
यारियों का वो दरिया उतर भी गया
और हाथों में बस रेत ही रह गयी
कोई पूछे के हाय
कोई पूछे के हमसे ख़ता क्या हुई
क्यूँ खफ़ा हो गए देखते देखते
आते जाते थे जो साँस बन के कभी
आते जाते थे जो साँस बन के कभी
वो हवा हो गए देखते देखते
वो हवा हो गए हाय
वो हवा हो गए देखते देखते
अलविदा हो गए देखते देखते
लापता हो गए देखते देखते
क्या से क्या हो गए देखते देखते
जीने मरने की हम थे वजह और हमीं
जीने मरने की हम थे वजह और हमीं
बेवजह हो गए देखते देखते
सोचता हूँ…